Tho diwali ana wali hain,
Kahtein hain ki diwali ujaalon ka tyohar hai, aur roshini Lana wali hain,
Par mana aaj tak yai ujala nahi dekha,
Jin galiyon me mena mitahiyan biktha dekha tha
Wahin ek be-bas bache ko Mena bukh se tadp tha dekha tha,
Par ye diwali ki roshini mujha najar nai aai.
Mena netaon Ko patake nahi jalane ki baatein kar tha dekha hain,
Na Jane kitni Baar mera Desh kho unka haat jaltha dekha hain.
Par ye diwali ki roshini mujha najar nai aai.
Anat ashramon mein,
Aur Jo log chal nahi satkha, bol nahi satkha,dekh nahi satkha unkha gharon me mena andhere Ko Raaj kartha dekha hai,
Par unko us andhere me bhi mena Dil se diwali manatha hua dekha hai.
Fir bhi ye diwali ki roshini mujha najar nai aai.
Ye Jo Ameer log hain, une apni ameeri par bohot kudaari hain,
Kaha do un logon Ko Gareeb ki jhopadi mein diwali mana ka dhikhayain,
Itna hi ghamand hai tho unkha gar ek diya kho jalakar dhikayein.
Comments
Post a Comment